GHAZAL
Us ky he khayal mein raat guzar jati hai.
Bebasi k haal mein raat guzar jati hai.
Wo hamen yaad karte hai k nahi.
Issi sawal mein raat guzar jati hai.
Us ky chehray ka aks zehan mein banata hoon.
Tasawur-e-Hilaal mein raat guzar jati hai.
Usy chand kahoon ya chand jesa kahun.
Sochon k jaal mein raat guzar jati hai.
Kash k Wo har waqt mery sath rahy.
....
Khwahish-e-kamal mein raat guzar jati hai.. . . . . . . .
Good morning
🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
No comments:
Post a Comment