*,,,*Best Gazal *,,,*
.
Na zindagi ka socha tha na
zamaney ka socha tha,,
.
Hum ne to bs usko apna
bananey ka socha tha,,
.
usky rooth janey ky andaz ki
qasam,
.
wo rooth jaey to mananey ka
socha tha,
.
Waqt ny na ki wafa to koi
gila nahi,,
.
Hum ne to us sey wafaen
nibhaney ka socha tha,,
.
Wo humy rulaey to koi baat
nahi,,.
# bAbA #
Hum ne ro kar bhi Usy
hansaney ka socha tha
No comments:
Post a Comment